Getting Online Shouldn't be Tough- $7.49 .COM Domains at Go Daddy
8:02 AM

Hum unki chhah main tadapkar-- Sayeri

Hum unki chhah main tadapkar rote hai,
aansoo hamare dikaye nahi dete hai,
unki yaadonmain ratbhar jagate hai,
aur dinka chain bhi khote hai,
fir bhi wo aisa kyon samazati hai ki,
sare mard ek jaise hote hai,

8:14 AM

Andhe ke hath me -- Sayeri

Andhe ke hath me "TORCH",
Bahare ke hath me "RADIO",
Gunge ke hath me "MIKE",
AUR AAP KE HATH ME "MOBILE"
WAH WAH Kya Jamana Aaya hai!!!